Aaye Dulhe Raja Gori Lyrics, Singer & Song Details

Hum Kisi Se Kum Nahin 2002 album cover

Hum Kisi Se Kum Nahin 2002 Album Details

David Dhawan
Anu Malik
Anand Bakshi
Amitabh Bachchan, Sanjay Dutt, Asad Aleem

album songs
Aaye Dulhe Raja Gori
Singer : Udit Narayan

Aaye Dulhe Raja Gori Lyrics

Song Title = Aaye Dulhe Raja Gori
Song Lyrics Movie = Hum Kisi Se Kum Nahi (2002)
Singer(s) = Udit Narayan
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anu Malik
Director = David Dhawan

Mp3 Song Lyrics

((Peeche Baaraati Aage Band Baaja Aaye Dulhe Raja
Gori Khol Darwaza
Peeche Baaraati Aage Band Baaja Aaye Dulhe Raja
Gori Khol Darwaza
Peeche Baaraati Aage Band Baaja Aaye Dulhe Raja
Gori Khol Darwaza

Laaj Sharam Ki Rekha Ko Paar Karle
Na Na Na Kar Haan Haan Tu Pyaar Karle
Laaj Sharam Ki Rekha Ko Paar Karle
Na Na Na Kar Haan Haan Tu Pyaar Karle
Naachte Gaate Teri Gali Hum Aayenge
Tujhko Utha Ke Gori Hum Le Jaayenge
Apni Marzi Se Aaja Dil Mein Samajaa
Aaye Dulhe Raja Gori Khol Darwaza

Jaa Sanam Teri Kasam Kayin Meri Majbooriyan
Haaye Ban Na Jaaye Mere Haathon Ki Chudiyaan
Tera Naam Liya Tujhe Yaad Kiya
Teri Yaadon Ne Mujhe Thaam Liya
Aa Mere Sanam Ab Waqt Hai Kam
Hoton Pe Hai Dam Mujhe Teri Kasam
Aankhon Mein Aasoon Dil Mein Hai Gham
Aaja Aaja Tu Hai Baga Mere Sapno Ke Raja
Raja Raja Aaja Raja Raja Raja Aaja Raja

Mehndi Laga Le Sola Shingaar Karle
Dulhan Banja Khud Ko Taiyaar Karle
Mehndi Laga Le Sola Shingaar Karle
Dulhan Banja Khud Ko Taiyaar Karle
Kab Se Na Jaane Tere Peeche Pada Hoon
Dekh Tere Ghar Ke Saamne Khada Hoon
Mein Andar Aaoonga Bahar Tu Aaja
Aaye Dulhe Raja Gori Khol Darwaza
Peeche Baaraati Aage Band Baaja Aaye Dulhe Raja
Gori Khol Darwaza..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaye Dulhe Raja Gori

Aaye Dulhe Raja Gori is a song from Hum Kisi Se Kum Nahin 2002. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Hum Kisi Se Kum Nahin 2002 album song list for more songs and album details.