Aaye Baithe Khaye Piye Khiske Lyrics, Singer & Song Details

Ek Shriman Ek Shrimati 1969 album cover

Ek Shriman Ek Shrimati 1969 Album Details

Bhappi Sonie
None
Rajendra Krishan
Shashi Kapoor, Babita Kapoor, Rajendra Nath

album songs
Aaye Baithe Khaye Piye Khiske
Singer : Mohammed Rafi

Aaye Baithe Khaye Piye Khiske Lyrics

Song Title = Aaye Baithe Khaye Piye
Movie/Album = Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan

Mp3 Song Lyrics

((O aaye baithe khaye piya khiske
O aaye baithe khaye piya khiske
Ye achi surat vale yaar kiske
Aaye baithe khaye piya khiske
O aaye baithe khaye piya khiske
Ye achhi surat vale yaar kiske
Kiske

O dene vale ne de diya mukhda
Jo ban gaya dil valo ka dukhda
Kya achi surat payi
Jaise luat li khudayi
Dil tode hoge kis kis ke
Ha kis ke
Aaye baithe khaye piya khiske
Ye achhi surat vale yaar kiske kiske

Jawani in ki hai jamana in ka
Nazer in ki hai nisana in ka
Kamar lachka ke chali jo balkha ke
To rah jaye dil kis kis ke
Aaye baithe
Aaye baithe khaye piya khiske
Ye achhi surat vale yaar kiske kiske

Inko to vasta apni aada se
Kon mara kon luta inki bala se
Sitam kiye jaye pata bhi na lagaye
Ye kon roye kon siske
Aaye baithe
Aaye baithe khaye piya khiske
Aaye baithe khaye piya khiske
Ye achhi surat vale yaar kiske kiske....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaye Baithe Khaye Piye Khiske

Aaye Baithe Khaye Piye Khiske is a song from Ek Shriman Ek Shrimati 1969. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: None. Read the lyrics above and view the Ek Shriman Ek Shrimati 1969 album song list for more songs and album details.