Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics, Singer & Song Details

Raj Hath 1956 album cover

Raj Hath 1956 Album Details

Sohrab Modi
Jaikishan Dayabhai Panchal
Shailendra
Madhubala, Pradeep Kumar, Tun Tun, Sohrab Modi

album songs
Aaye Bahaar Ban Ke
Singer : Mohammed Rafi

Aaye Bahaar Ban Ke Lyrics

Song Title = Aaye Bahaar Ban Ke
Movie/album = Raj Hath (1956)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Sohrab Modi

Mp3 Song Lyrics

((Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye

Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa ho
Aankhen thi bewafa
Kehne ko woh haseen
The aankhen thi bewafa haaye
Daaman meri nazar se
Bachaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye

Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Dil ki dhadkanon
Itna mujhe bataao mere
Dil ki dhadkanon haaye
Woh kaun the jo khwaab
Dikhaakar chale gaye
Aaye bahaar ban ke
Lubhaakar chale gaye
Kya raaz tha jo dil mein
Chhupakar chale gaye..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaye Bahaar Ban Ke

Aaye Bahaar Ban Ke is a song from Raj Hath 1956. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Raj Hath 1956 album song list for more songs and album details.