Aaya Maza Dildara Lyrics, Singer & Song Details

Ankush 1986 album cover

Ankush 1986 Album Details

N. Chandra
Kuldeep Singh
Abhilash
Nana Patekar, Rabia Amin, Raja Bundela

album songs
Aaya Maza Dildara
Singer : Ashok Khosla, Muralidhar

Aaya Maza Dildara Lyrics

Song Lyrics Title = Aaya maza dildara
Movie / Album Name = Ankush 1986
Singer = Ashok Khosla, Muralidhar, Ghanshyam Vaswani, Shekhar Sawkar, Sushma Shrestha
Song Lyricists = Abhilash
Music Composer = Kuldeep Singh
Director = N. Chandra
Music Label = T-Series


Mp3 Song Lyrics

((Aaya maza dildara
Aaya maza dildara
Dil hamara na aawara na nakara
Na bechara badli hai raahe
Manzil ne hamko najdik aake hamko pukar
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Aaya maaza dildara

Ab na kisi se jhagda karenge
Ab na koi hum lafda karenge
Ab na kisi se jhagda karenge
Ab na koi hum lafda karenge
Kasam utha li denge na gali
Koi nahi ab dusman hamara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Aaya maza dildara

Ab samjhe takbir se hi
Takdir badal sakti hai
Sachhai se khwabo ki taswir badal sakti hai
Raaze hamne jan liya hai
Jag se na jita khud se jo hara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Aaya maza dildara

Agar aisa rehbar mil jaye sabko
Duniya to kya hai pale wo rab ko
Agar aisa rehbar mil jaye sabko
Dunia to kya hai pale wo rab ko
Rab to sabhi ke dil mein basa hai
Sabko usi rehbar ka sahara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Aaya maza dildara
Aaya maza dildara

Dil hamara na aawara na nakara
Na bechara badli hai raahe
Manzil ne hamko najdik aake hamko pukar
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara
Kyu mere yara ha mere yara...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaya Maza Dildara Video

About Aaya Maza Dildara

Aaya Maza Dildara is a song from Ankush 1986. It is sung by Ashok Khosla, Muralidhar. Lyrics are credited to Abhilash. Music information: Kuldeep Singh. Read the lyrics above and view the Ankush 1986 album song list for more songs and album details.