Aaya Hoon Main Tujhko Le Lyrics, Singer & Song Details

Manoranjan 1974 album cover

Manoranjan 1974 Album Details

Shammi Kapoor
Rahul Dev Burman
Anand Bakshi
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Zeenat Aman

album songs
Aaya Hoon Main Tujhko Le
Singer : Kishore Kumar, Asha Bhosle

Aaya Hoon Main Tujhko Le Lyrics

Song Title = Aaya Hoon Main Tujhko Le
Movi3/Album = Manoranjan (1974)
Singer = Kishore Kumar, Asha Bhosle
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Rahul Dev Burman
Director =Shammi Kapoor

Mp3 Song Lyrics

((ale ui ui
aayaa hoon main tujh ko le jaaungaa
apne saath teraa haath thaam ke
aayaa hoon main tujh ko le jaaungaa
apne saath teraa haath thaam ke
nahin re nahin main nahin jaaungi
tere saath teraa haath thaam ke
nahin re nahin main nahin jaaungi
tere saath teraa haath thaam ke
thaam ke
la la la

la-la-la
aise na rooth baaton baaton mein
waade na tod aisi raaton mein
aise na rooth baaton baaton mein
waade na tod aisi raaton mein
dekhaa hai chand mulaaqaaton mein
dhokaa hai yaar teri baaton mein
dekhaa hai chand mulaaqaaton mein
dhokaa hai yaar teri baaton mein

hamen is tarah na thukraa zaalim
aashiq hain ham tere naam ke
hamen is tarah na thukraa zaalim
aashiq hain ham tere naam ke
ui ui nahin re nahin main nahin jaaungi
tere saath teraa haath thaam ke
aayaa hoon main tujh ko le jaaungaa
apne saath teraa haath thaam ke
thaam ke thaam ke

la-la-la
ye maanaa tu meraa deewaanaa hai
tu har ek shammaa kaa parwaanaa hai
ye maanaa tu meraa deewaanaa hai
tu har ek shammaa kaa parwaanaa hai

ai ai ai ai ai ai ai ai
wo apnaa aur ye begaanaa hai
meri jaan khoob pahchaanaa hai
wo apnaa aur ye begaanaa hai
meri jaan khoob pahchaanaa hai

jaa re jaa re tere jaise
beimaan bewafaa mere kis kaam ke
jaa re jaa re tere jaise
beimaan bewafaa mere kis kaam ke
he aayaa hoon main tujh ko le jaaungaa
apne saath teraa haath thaam ke
ui ui nahin re nahin main nahin jaaungi
tere saath teraa haath thaam ke
thaam ke thaam ke

la-la-la..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aaya Hoon Main Tujhko Le

Aaya Hoon Main Tujhko Le is a song from Manoranjan 1974. It is sung by Kishore Kumar, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Manoranjan 1974 album song list for more songs and album details.