Aaya Hoon Dil Leke Lyrics, Singer & Song Details

Jimmy 2008 album cover

Jimmy 2008 Album Details

Raj N. Sippy
Anand Raj Anand
Ranbir Pushp
Mimoh Chakraborty, Rati Agnihotri, Vikas Anand

album songs
Aaya Hoon Dil Leke
Singer : Kunal Ganjawala

Aaya Hoon Dil Leke Lyrics

Song Title = Aaya Hoon Dil Leke
Movie/Album = Jimmy (2008)
Singer(s) = Kunal Ganjawala
Song Lyricists = Ranbir Pushp
Music Composer = Anand Raj Anand
Director = Raj N. Sippy

Mp3 Song Lyrics

((aaya hoon, aaya hoon, dil leke aaya hoon
deewaane dil ki baat rakhana
tu mera saaya hai, mai tera saaya hoon
yaar hamesha hame saath rakhana
come on baby you are the one for me, tell me you are - {2}
haan mere yaar - {2}} - {2}

dil yeh deewaana hai, khud se begaana hai
chaahat ki raaho pe aaya hai yeh
tumne jo jaana hai, maine woh maana hai
afsaana dono ko bhaaya hai yeh
jaha bhi jaaogi, mujhko hi paaogi - {2}
pyaar ka mere aitbaar karna
come on baby you are the one for me, tell me you are - {2}
haan mere yaar - {2}

yaad jab teri aaye, kuchh kuchh dil mein ho jaaye
har pal suhaana bana jaate ho
haa dhadkan mein basate ho, palko mein rehte ho
sapna mera ke chale jaate ho
sapne sajaane hai, apne banaane hain
ha ha ha ha ha........
sapne sajaane hai, apne banaane hain
pyaar ka aisa ikraar karna
come on baby you are the one for me, tell me you are - {2}
haan mere yaar - {2}
aaya hoon, aaya hoon, dil leke aaya hoon
deewaane dil ki baat rakhana
tu mera saaya hai, mai tera saaya hoon
yaar hamesha hame saath rakhana
come on baby you are for me, u know u are - {2}
haan mere yaar - {2}} - {2} ...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aaya Hoon Dil Leke

Aaya Hoon Dil Leke is a song from Jimmy 2008. It is sung by Kunal Ganjawala. Lyrics are credited to Ranbir Pushp. Music information: Anand Raj Anand. Read the lyrics above and view the Jimmy 2008 album song list for more songs and album details.