Aaya Aaya Toofan Bhaga Lyrics, Singer & Song Details

Toofan 1989 album cover

Toofan 1989 Album Details

Ketan Desai
Anu Malik
Indeevar
Amitabh Bachchan, Meenakshi Seshadri, Amrita Singh

album songs
Aaya Aaya Toofan Bhaga
Singer : Kishore Kumar

Aaya Aaya Toofan Bhaga Lyrics

Song Title = Aaya Aaya Toofan
Movie/Album = Toofan (1989)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Director =Anu Malik
Director =Ketan Desai

Mp3 Song Lyrics

(( Aaya aaya toofan bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan bhaga bhaga saitan
Shine me shole chupaye
Aandi se aanke ladaye
Garje jo badal gusse me pagal
Katil kaha bach paye

Shine me shole chupaye
Aandi se aanke ladaye
Garje jo badal gusse me pagal
Katil kaha bach paaye
Dakku sare hairan bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan bhaga bhaga saitan

Sar ko hatheli pe leke
Has ke khataro se khele
Kamzoron ki izzat bachaye
Lade yeh so se akele
Sar ko hatheli pe leke
Has ke khataro se khele
Kamzoron ki izzat bachaye
Lade yeh so se akele
Aisa kaha insaan bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan bhaga bhaga saitan

Haiwan sar jo uthaye bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Haiwan sar jo uthaye bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Haiwan sar jo uthaye bebaso ko daraye
Banake qayamat aaye toofan
Zulm dekh na paye
Sara jahan qurban bhaga bhaga saitan
Aaya aaya toofan bhaga bhaga saitan.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaya Aaya Toofan Bhaga

Aaya Aaya Toofan Bhaga is a song from Toofan 1989. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Toofan 1989 album song list for more songs and album details.