Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiya Lyrics, Singer & Song Details

New Qawwali album cover

New Qawwali Album Details

New Qawwali
Himesh Reshammiya
Irshad Kamil
New Qawwali

album songs
Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiya
Singer : Himesh Reshammiya, Jayesh

Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiya Lyrics

Song Lyrics Title = Aawan akhiyan jawan
Movie/Album Name = Ahista ahista 2006
Singer(s) = Himesh Reshammiya, Jayesh Gdhani, Hashim, Aftab
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = Shivam Nair
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

(( iss duniya ka sang na chahu
na main jhumka kangan na chahu
jaise bhi ho jitna bhi ho
rang piya ke rangna chahu
rang piya ke rangna chahu

aa mil aa mil....
aa mil aa mil....
aa mil aa mil....
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aa mil aa mil....
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan

jabse piya ke saath lagi hain
saari saari raat jagi hain
jabse piya ke saath lagi hain
saari saari raat jagi hain
piya ko dhunde piya ko chahe
piya milan ki dekhe raahen
piya ko dhunde piya ko chahe
piya milan ki dekhe raahen
raahen raahen
jogan ankhiyan - 2
dard-e-judaai bhogan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan

baanwri mujhko kehte piya ji
gaanv ko jab se chhod diya ji
baanwri mujhko kehte piya ji
gaanv ko jab se chhod diya ji
piya milan ki aas mein nikli
safal jawani mom si pighli
piya milan ki aas mein nikli
safal jawani mom si pighli
pighli - 2
jaagan ankhiyan
sowan ankhiyan
yaad mein teri rowan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere ??? ankhiyan
aa mil aa mil....
aa mil aa mil....
aa mil aa mil....
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan
aawan ankhiyan
jaawan aankhiyan
hijra mein tere saawan ankhiyan ))

Posted by : {Soni Kumari}

About Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiya

Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiya is a song from New Qawwali. It is sung by Himesh Reshammiya, Jayesh. Lyrics are credited to Irshad Kamil. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the New Qawwali album song list for more songs and album details.