Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha Lyrics, Singer & Song Details

Darling 2007 album cover

Darling 2007 Album Details

Ram Gopal Varma
Pritam Chakraborty
Sameer
Fardeen Khan, Esha Deol, Isha Koppikar

album songs
Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha
Singer : Priyadarshini

Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha Lyrics

Song Title = Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha
Movie/Album = Darling (2007)
Singers = Priyadarshini
Music Director(s) = Pritam Chakraborty
Lyricist(s) = Sameer

Mp3 Song Lyrics

((Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai,
Aayine mein koyi hai
Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai,
Aayine mein koyi hai
Surat adhoori hai,
Abb kuchh hi doori hai

Raat phir darr ki maari,
Jaane hai kisaki baari
Sehami huyi saansein
Kaapati darr se saari
Koyi paas jaise mere aane laga hai
Dikhata nahi koyi yeh chhu raha hai
Yeh raat gehari hai,
Ab kuchh hi doori hai

Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai
Aayine mein koyi hai
Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai
Aayine mein koyi hai
Surat adhoori hai,
Abb kuchh hi doori hai

Dekhe hamko jaise
Andekhi koyi aankhein
Har pal lagta hai ki
Chhupke koyi jhaanke
Koi haath jaise
Halke se chhu raha hai
Zinda nahi koyi phie
Kyun dikh raha hai
Yeh pal aakhari hai,
Abb kuchh hi doori hai

Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai,
Aayine mein koyi hai
Aawaaz koyi kehati hai ha
Koyi nazar phir aaye na kyun
Jaane kahaan se aahat hai,
Aayine mein koyi hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha

Aawaaz Koyi Kehati Hai Ha is a song from Darling 2007. It is sung by Priyadarshini. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Darling 2007 album song list for more songs and album details.