Aawaaz Deta Hai Sola Ka Lyrics, Singer & Song Details

Lal Kunwar 1952 album cover

Lal Kunwar 1952 Album Details

Ravindra Dave
Sachin Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Nasir Khan, Suraiya, P. Jairaj

album songs
Aawaaz Deta Hai Sola Ka
Singer : Asha Bhosle

Aawaaz Deta Hai Sola Ka Lyrics

Song Title= Aawaaz Deta Hai Sola Ka
Movie/album = Lal Kunwar (1952)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = Ravindra Dave
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din
Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din

O main rup ki khilti kali
Masti bhari
O main rup ki khilti kali
Masti bhari
O dharti pe hu
O dharti pe hu
Aakash ki neelam pari
Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din

O aankho mein bas ulfat ka ras
Athla kisi ki prit thi
O aankho me bas ulfat ka ras
Athla kisi ki prit thi

O mauka na kho
O mauka na kho
Jo ho so ho
Lahra ke ji le
Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din

O nazro mein tu sanso me ghul
Baho me aa aa
O nazro mein tu sanso me ghul
Baho me aa aa

O parwah na kar
O parwah na kar
Duniya ka dar
Dil pe na la dil pe na la
Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din
Aawaz deta hai sola ka sin
Jine ki raate hai marne ke din
Ha bolo marne ke din.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aawaaz Deta Hai Sola Ka

Aawaaz Deta Hai Sola Ka is a song from Lal Kunwar 1952. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Lal Kunwar 1952 album song list for more songs and album details.