Aati Hai To Lyrics, Singer & Song Details

Saat Rang Ke Sapne 1997 album cover

Saat Rang Ke Sapne 1997 Album Details

Priyadarshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Juhi Chawla, Arvind Swamy

album songs
Aati Hai To
Singer : Nitin Mukesh, Asha Bhosle

Aati Hai To Lyrics

Song Title = Aati Hai To
Movie/Album = Saat Rang Ke Sapne 1997
Singer(s) = Nitin Mukesh, Asha Bhosle
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((aatee hai toh chal mere saath me
de de saathiya haatho ko haath me
rehna hai har pal abb tere saath me
le le saathiya hatho ko haath me
mor ke sang hai mornee saawan ke saath ghata
nadee ke sang naanv hai, mausam ke saath hawa
aatee hai toh chal......

tu jo muskuraaye khil jaaye gunche guljaar ke
teree chotiyo me ranee mehake phul bahaar ke
par hain suhaane tere mithe mithe bol re
aa re ja o bhanvare naa aage pichhe dol re
jor pe hai purvaaiya, dupatta udd naa jaaye
kalaayee tu jo pakade meree chudee sharmaaye ho ho
aatee hai toh chal........

mere sapano kee paayal chhanke gore paanv me
jara der baithe aaj ham palako kee chhaanv me
saanso me sitaar pe hamjolee teraa naam hai
teree meree prit kee pawan sinduree shaam hai
dur waadee me jaaye kisee dulhan kee dolee
saje hain armaan aaise sajee jaisee rangilee
aatee hai toh chal... ))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aati Hai To

Aati Hai To is a song from Saat Rang Ke Sapne 1997. It is sung by Nitin Mukesh, Asha Bhosle. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Saat Rang Ke Sapne 1997 album song list for more songs and album details.