Aate Jate Jo Milta Hai Lyrics, Singer & Song Details

Har Dil Jo Pyar Karega 2000 album cover

Har Dil Jo Pyar Karega 2000 Album Details

Raj Kanwar
Anu Malik
Sameer
Salman Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji

album songs
Aate Jate Jo Milta Hai
Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam

Aate Jate Jo Milta Hai Lyrics

Song Title = Aate Jaate Jo Milta Hai
Movie/album = Har Dil Jo Pyar Karega (2000)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Sameer
Musc Director = Anu Malik
Director = Raj Kanwar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Tumse milke maine jaana ye pyaar bhi ajeeb cheez hai
Insaan khud ko bhool jaata hai aisa kyon hota hai

ho… deewanepan ki ye inteha hai
Chehron mein kya hai chehra tera
Tere siva hum soche bhi kise
Yaadon ke har pal pehra tera
Yaadein basi hai jaano sanam
Kehna hamara maano sanam
Humse poochho tanha rehna kaisa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Hey relax
Tumhein dekhta hoon to lagta hai koi aisa bhi mere paas mein ho
Arre jisko meri tanhaai ka ehsaas to hai

Ye aashiqui bhi aisa nasha hai
Jab ye lage to chhoot nahin
Nadaan dilon ka hai aisa naata
Tode sabhi to toot nahin
Jisne kaha ye sach hi kaha
Bhoole kabhi na pehli dafa
Tumse milna baatein karna achchha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Kya sochne lagi
Soch rahi hoon tum kya soch rahe ho
Main hahah…

Ho jee chaahta hai zulfon ke neeche yoonhi hamesha soye rahein
Bas tumko dekhein bas tumko chaahein
Khwaabon mein yoonhi khoye rahein
Tumse mili hai jabse nazar
Humko nahin hai kuchh bhi khabar
Ab to humko afsaana bhi sachcha lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein

Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Aate jaate jo milta hai tumsa lagta hai
Hum to paagal ho jayenge aisa lagta hai
O tere pyaar mein tere intezaar mein
O tere pyaar mein tere intezaar mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aate Jate Jo Milta Hai

Aate Jate Jo Milta Hai is a song from Har Dil Jo Pyar Karega 2000. It is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Har Dil Jo Pyar Karega 2000 album song list for more songs and album details.