Aate Jaate Mausam Se Lyrics, Singer & Song Details

42 Kms 2009 album cover

42 Kms 2009 Album Details

Nisha Chainani
Parik, Tubby
Shahab Allahabadi
Mandira Bedi, Bikram Saluja, Sammir Dattani

album songs
Aate Jaate Mausam Se
Singer : Shreya Ghoshal, Udit Narayan

Aate Jaate Mausam Se Lyrics

Song Title = Aate Jaate
Movie name = 42 Kms. (2009)
Singers = Shreya Ghoshal, Udit Narayan
Song Lyricists = Shahab Allahabadi
Music Director = Parik, Tubby
Director = Nisha Chainani
Music Label = EMI

Mp3 Song Lyrics

((Aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
Aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
Kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se

Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera

Sune sune panghat se, bhigi tanhaayi se
Pili pili sarso se, mehaki purwaayi se
Ruthe ruthe lamhon se, reza reza khaabon se
Pighali pighali shaamon se, behake jazbaaton se
Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
Kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se

Uthati girati dhadkan se, sehami sehami raaton se
Thehare thehare yeh mann se, dhundhali inn yaadon se
Ulajhi ulajhi nindon se, khoyi huyi aankhon se
Bhuli bisari baaton se, sehami huyi saanson se
Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
Kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se

Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Kuchh rishta hai tera, kuchh rishta hai mera
Aate jaate mausam se, jalate bujhate waadon se
Kachchi kachchi bundon se, nayi nayi barsaaton se..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aate Jaate Mausam Se

Aate Jaate Mausam Se is a song from 42 Kms 2009. It is sung by Shreya Ghoshal, Udit Narayan. Lyrics are credited to Shahab Allahabadi. Music information: Parik, Tubby. Read the lyrics above and view the 42 Kms 2009 album song list for more songs and album details.