Aata Hai Mujhko Yaad Lyrics, Singer & Song Details

Purani Haveli 1989 album cover

Purani Haveli 1989 Album Details

Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Ajit Singh
Asha Rani
Amita Nangia, Deepak Parashar, Neelam Mehra, Vijay Arora, Tej Sapru, Satish Shah

album songs
Aata Hai Mujhko Yaad
Singer : Suresh Wadkar

Aata Hai Mujhko Yaad Lyrics

Song Title = Aata Hai Mujhko Yaad
Movie/album = Purani Haveli (1989)
Singers = Suresh Wadkar
Song Lyricists = Asha Rani
Music Director = Ajit Singh
Director = Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay

Mp3 Song Lyrics

((Aata hai mujhko yaad tera pyar
Rahat hai ye dil mera bekarar
Sapno mein chuma tujhko kai baar
Baho mein teri hi mila karar
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana

Tere bin kuch bhi to na bhaye
Rat ko tadpu neend na aaye
Tujhko chhune ko dil ye lag jaye
Yaad aate hai wo zulfo ke saye
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana

Do pyar karne walo ko kaha
Jeene deta hai beraham jaha
Todkar zulmo ki deeware
Aa basa le pyar ka jaha
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana
Na bhualna lot jana bhul na jaana...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aata Hai Mujhko Yaad

Aata Hai Mujhko Yaad is a song from Purani Haveli 1989. It is sung by Suresh Wadkar. Lyrics are credited to Asha Rani. Music information: Ajit Singh. Read the lyrics above and view the Purani Haveli 1989 album song list for more songs and album details.