Aasu Ko Pasine Me Badlo Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Ka Rishta 1973 album cover

Pyar Ka Rishta 1973 Album Details

Sultan Ahmed
Jaikishan, Shankar
Indeevar
Vinod Khanna, Shatrughan Sinha, Mumtaz

album songs
Aasu Ko Pasine Me Badlo
Singer : Mohammed Rafi

Aasu Ko Pasine Me Badlo Lyrics

Song Title = Aasu Ko Pasine Me Badlo
Movie/album = Pyar Ka Rishta 1973
Singer = Mohammed Rafi
Lyricist = Indeevar, Shakeel Badayuni
Music Director = Shankar Jaikishan
Film Director = Sultan Ahmed

Mp3 Song Lyrics

((aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai jitna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai jitna
suraj har roz nikalta hai

ek pal me chupa hai ek jiwan
ek pal na bitana baato me
kismat na sitaro me dekho
kismat hai tumhare hatho me
bato se kuch bhi nahi hota hai
hatho se hi kuch banta hai
mehnat ka naam hai tajmahal
mehant ka naam azanta hai
insa ka pasina girte hi pathar se phul niklta hai
ye itna hi sach hai jitna
suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai jitna
suraj har roz nikalta hai

ek roz to daulat ke badle
mehnat ka sikka chalna hai
mehnat ka sikka chalna hai
sara sansar badalna hai jab mehnat ki kimat hogi
chandi na kahi chal payegi
sikko me nahi dhal payegi
mehnat ko nahi chal payegi
hatho ki hararat lagte hi
pal me faulad pighalta hai
ye itna hi sach hai jitna suraj har roz nikalta hai
aasu ko pasine me badlo
mehnat se nasib badalta hai
ye itna hi sach hai jitna
suraj har roz nikalta hai))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aasu Ko Pasine Me Badlo

Aasu Ko Pasine Me Badlo is a song from Pyar Ka Rishta 1973. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Pyar Ka Rishta 1973 album song list for more songs and album details.