Aasman Wale Teri Duniya Se Lyrics, Singer & Song Details

Laila Majnu 1953 album cover

Laila Majnu 1953 Album Details

K Amarnath
Ghulam Mohammad
Shakeel Badayuni
Shammi Kapoor, Nutan, Ulhas

album songs
Aasman Wale Teri Duniya Se
Singer : Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Aasman Wale Teri Duniya Se Lyrics

Song Title= Aasman Wale Teri Duniya Se
Movie/album = Laila Majnu (1953)
Singers = Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Ghulam Mohammad
Director = K. Amarnath
Music Label = Ultra

Mp3 Song Lyrics

((Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa
Chaar din kii chaandnii men gham kaa baadal chhaa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa

Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa
Jal gayaa dil soz e gham se, jab koi yaad aa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa

Aag mein phoolon ki duniyaa ne meraa tan rakh diyaa
Aag mein phoolon ki duniyaa ne meraa tan rakh diyaa
Ek murde ko sajaakar naam dulhan rakh diyaa
Bol maalik ye tamaashaa tujhse kyun dekhaa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa

Kis qadar naashaad hoon barbaad hoon veeraan hoon
Kis qadar naashaad hoon barbaad hoon veeraan hoon
Raham kar mujh par khudaayaa
Raham kar mujh par khudaayaa, main bhi ek insaan hoon
Maut hii de de ke ab, shikavaa zubaan par aa gayaa
Aasamaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa
Chaar din kii chaandnii men gham kaa baadal chhaa gayaa
Aasmaanwaale teri duniyaa se jee ghabraa gayaa.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aasman Wale Teri Duniya Se

Aasman Wale Teri Duniya Se is a song from Laila Majnu 1953. It is sung by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ghulam Mohammad. Read the lyrics above and view the Laila Majnu 1953 album song list for more songs and album details.