Aasman Se Chand Laoon Lyrics, Singer & Song Details

Kehtaa Hai Dil Baar Baar 2002 album cover

Kehtaa Hai Dil Baar Baar 2002 Album Details

Rahul Dholakia
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Sameer
Jimmy Shergill, Kim Sharma, Paresh Rawal

album songs
Aasman Se Chand Laoon
Singer : Shaan

Aasman Se Chand Laoon Lyrics

Song Lyrics Title = Aasman Se Chand Laoon
Song Lyrics Movie = Kehtaa Hai Dil Baar Baar (2002)
Singer = Shaan
Lyricist = Sameer
Music Director = Jatin Lalit
Film Director = Rahul Dholakia

Mp3 Song Lyrics

((chandni se ghar sajaaon main
aasman se chand laaon chandni se ghar sajaaon mein
jo mere sapne hai bas wohi apne hai
jo mere sapne hai bas wohi apne hai
is jahan se kya mujhe lena
aasman se chand laaon chandni se ghar sajaaon mein
jo mere sapne hai bas wohi apne hai
is jahan se kya mujhe lena
aasman se chand laaon

dil chaahta hai banaaon kahin main ek chota sa ghar
hasta rahoon is main jaata rahoon har ghum se main bekhabar
pyaar ki basti mein din kate masti mein
is jahan se kya mujhe lena kya dena
aasman se chand laaon main

mere khayalo mein aane lagi phoolon si naazuk pari
bechainiyon ko badhaane lagi ladki woh jaadoo bhari
uska afsana hoon main to deewana hoon
is jahan se kya mujhe lena kya dena
aasman se chand laaon chandni se ghar sajaaon mein
jo mere sapne hai bas wohi apne hai
jo mere sapne hai bas wohi apne hai
is jahan se kya mujhe lena
aasman se chand laaon main..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aasman Se Chand Laoon

Aasman Se Chand Laoon is a song from Kehtaa Hai Dil Baar Baar 2002. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Kehtaa Hai Dil Baar Baar 2002 album song list for more songs and album details.