Aasman Pe Hai Khuda Lyrics, Singer & Song Details

Phir Subha Hogi 1958 album cover

Phir Subha Hogi 1958 Album Details

Ramesh Saigal
Mohammed Zahur Khayyam
Sahir Ludhianvi
Raj Kapoor, Mala Sinha, Mubarak

album songs
Aasman Pe Hai Khuda
Singer : Mukesh

Aasman Pe Hai Khuda Lyrics

Song Title = Aasman Pe Hai Khuda
Movie/Album = Phir Subah Hogi 1958
Singers = Mukesh
Lyricist = Sahir Ludhianvi
Music Directors = Khayyam

Mp3 Song Lyrics

((aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

aaj kal wo is taraf
dekhta hai kum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

aaj kal kisi ko
wo tokta nahi
chaahe kuchh bhi kijiye
rokta nahi

aaj kal kisi ko
wo tokta nahi
chaahe kuchh bhi kijiye
rokta nahi

ho rahi hai loot maar
phat rahe hain bomb
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

aaj kal wo is taraf
dekhta hai kum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

kis ko bheje wo yahaan
khaak chhaanne
is tamaam bheed ka
haal jaanne

kis ko bheje wo yahaan
khaak chhaanne
is tamaam bheed ka
haal jaanne

aadmi hain anginat
devta hain kam
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

aaj kal wo is taraf
dekhta hai kum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

jo bhi hai wo theek hai
zikr kyun karen
hum hi sab jahaan ki
fikr kyun karen

jo bhi hai wo theek hai
zikr kyun karen
hum hi sab jahaan ki
fikr kyun karen

jab use hi ghum nahi
to kyun hamen ho ghum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum

aaj kal wo is taraf
dekhta hai kum
aasmaan pe hai khuda
aur zameen pe hum..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aasman Pe Hai Khuda

Aasman Pe Hai Khuda is a song from Phir Subha Hogi 1958. It is sung by Mukesh. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Mohammed Zahur Khayyam. Read the lyrics above and view the Phir Subha Hogi 1958 album song list for more songs and album details.