Aashiyana Mera Remix Lyrics, Singer & Song Details

Fashion 2008 album cover

Fashion 2008 Album Details

Madhur Bhandarkar
Salim Merchant, Sulaiman
Irfan Siddique, Sandeep Nath
Priyanka Chopra, Kangana Ranaut, Mugdha Godse

album songs
Aashiyana Mera Remix
Singer : Salim Merchant

Aashiyana Mera Remix Lyrics

Song Lyrics Title = Aashiyana Mera Remix
Song lyrics movie = Fashion (2008)
Singer(s) = Salim Merchant
Lyricist = Irfan Siddique, Sandeep Nath
Music Director = Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Film Director = Madhur Bhandarkar

Mp3 Song Lyrics

((Aashiyaana-3

Kuch To Hai Mera
Meri Manzil Ka Nishaan
Kyu Ab Ho Geila
Koi Ab Naa Hai Gunaah
Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..
Ho... Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..

Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan
Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan

Roko Naa Mujhe Koi Toko Naa Mujhe
Junoon Is Kadar Mujhe Ab Naa Hai Khabar
Aashiyaana.

Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..
Ho... Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..
Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan

Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan..Vo O O O.

Aashiyaana...
Poori Hogayi Meri Arzi Khwaab Ki
Halke Halke Chhalke Chhalke Hai Samajh Aaj Ki
Ho.. Khushiyo Ne Abhi Ki Hai Mujhse Dosti
Halki Halki Chhalki Chhalki Hai Kuch Shaam Bhi

Ho..
Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..
Ho... Thodi Si Behki Si Thodi Si Behki Si
Meri Zindagaani..
Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan

Aashiyaana. Mera Hai Yahaa
Mera Zamaana Mera Hai Jahaan
Ab Mujhe Fursat Hai Kahaan
Mujhe Fursat Hai Kahaan..Vo ooooooo..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aashiyana Mera Remix

Aashiyana Mera Remix is a song from Fashion 2008. It is sung by Salim Merchant. Lyrics are credited to Irfan Siddique, Sandeep Nath. Music information: Salim Merchant, Sulaiman. Read the lyrics above and view the Fashion 2008 album song list for more songs and album details.