Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha Lyrics, Singer & Song Details

Naag Mani 1991 album cover

Naag Mani 1991 Album Details

V Menon
Anu Malik
Santosh Anand
Sumeet Sehgal, Shikha Swaroop, Kiran Kumar, Aruna Irani

album songs
Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha
Singer : Anuradha Paudwal,Shabbir Kumar

Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha Lyrics

Song Title = Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha
Movie/Album = Naag Mani (1991)
Singer = Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Composer = Anu Malik
Director = V. Menon

Mp3 Song Lyrics

((aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge
aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge
ya to tujhse pyar karenge
ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge

duniya me tu hi hamara hame, majdharo me kinara hame
duniya me tu hi hamara hame, majdharo me kinara hame
tu hi tu hai najara hame, jindagi ko chhodna bhi pyara hame
tere dil me pyar banke ham utar jayenge
tere dil me pyar banke ham utar jayenge
ya to tujhse pyar karenge
ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge
aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge
aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge

mujhe chhodkar tum kaha jaoge, jamane me jake daga paoge
mujhe chhodkar tum kaha jaoge, jamane me jake daga paoge
jao kahi tum lautkar aaoge, meri jaisi duniya kaha paoge
tere sath sath hi wapas ghar ko jayenge
tere sath sath hi wapas ghar ko jayenge
ya to tujhse pyar karenge
ho ya to tujhse pyar karenge, ya fir ham mar jayenge
aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge
aashiko ka naam aur uncha ham kar jayenge .....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha

Aashiquon Ka Naam Aur Ooncha is a song from Naag Mani 1991. It is sung by Anuradha Paudwal,Shabbir Kumar. Lyrics are credited to Santosh Anand. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Naag Mani 1991 album song list for more songs and album details.