Aashiq Hoon Apne Pyar Ke Lyrics, Singer & Song Details

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album cover

Kaun Apna Kaun Paraya 1963 Album Details

Niranjan
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Vijay Kumar, Waheeda Rehman, Johny Walker, Dulari

album songs
Aashiq Hoon Apne Pyar Ke
Singer : Mohammed Rafi

Aashiq Hoon Apne Pyar Ke Lyrics

Song Title = Aashiq Hoon Apne Pyar Ke
Movie/Album = Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
Singer = Mohammed Rafi
Lyricist = Shakeel Badayuni
Music Director = Ravi
Film Director = Niranjan

Mp3 Song Lyrics

((aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga

dil ki jami pe dalke diwar pyar ki
diwar ek uthaunga sabro karar ki
dil ki jami pe dalke diwar pyar ki
diwar ek uthaunga sabro karar ki
fir usme intzar ki khidki lagaunga
fir usme intzar ki khidki lagaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga

ulfat ki shandar imarat ke waste
launga aasman ke tare bhi todke
ulfat ki shandar imarat ke waste
launga aasman ke tare bhi todke
makhmal apne pyar ke johar dikhaunga

naksha bada azib hai dil ke makan ka
mushkil se isme hoga gujar mehman ka
naksha bada azib hai dil ke makan ka
mushkil se isme hoga gujar mehman ka
or mera kya hai mai to kahi baith jaunga
or mera kya hai mai to kahi baith jaunga
najre milake dil me tere ghar banaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga
aashik hu apne pyar ke johar dikhaunga....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aashiq Hoon Apne Pyar Ke

Aashiq Hoon Apne Pyar Ke is a song from Kaun Apna Kaun Paraya 1963. It is sung by Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Kaun Apna Kaun Paraya 1963 album song list for more songs and album details.