Aarzoo Ki Raho Mein Lyrics, Singer & Song Details

Karobaar 2000 album cover

Karobaar 2000 Album Details

Rakesh Roshan
Rajesh Roshan
Javed Akhtar
Juhi Chawla, Anil Kapoor, Rishi Kapoor

album songs
Aarzoo Ki Raho Mein
Singer : Alka Yagnik, Udit Narayan

Aarzoo Ki Raho Mein Lyrics

Song Title = Arzoo Ki Rahon Mein
Movie/album = Karobaar (2000)
Singers = Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Rajesh Roshan
Director = Rakesh Roshan
Music Label = Venus Records

Mp3 Song Lyrics

((Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein Dhadkanon ki baahon mein

Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana
Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana
Aarzoo ki raahon mein Dhadkanon ki baahon mein

Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana
Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laana
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aarzoo Ki Raho Mein

Aarzoo Ki Raho Mein is a song from Karobaar 2000. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Karobaar 2000 album song list for more songs and album details.