Aapki Aakhon Mein Kuch Lyrics, Singer & Song Details

Ghar 1978 album cover

Ghar 1978 Album Details

Manik Chatterjee
Rahul Dev Burman
Gulzar
Vinod Mehra, Rekha, Prema Narayan

album songs
Aapki Aakhon Mein Kuch
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Aapki Aakhon Mein Kuch Lyrics

Song Title = Aapki Aakhon Mein Kuch
Song Lyrics Movie = Ghar (1978)
Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Gulzar
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Manik Chatterjee

Mp3 Song Lyrics

((Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai

Lab hile to mogare ke phool khilte hain kahin
Lab hile to mogare ke phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai

Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahin
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahin
Bevaja taarif karna aap ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke yeh naye andaaz hai

Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
O, aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aapki Aakhon Mein Kuch

Aapki Aakhon Mein Kuch is a song from Ghar 1978. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Ghar 1978 album song list for more songs and album details.