Aapke Peechhe Pad Gayi Main Lyrics, Singer & Song Details

Ek Nari Ek Brahmachari 1971 album cover

Ek Nari Ek Brahmachari 1971 Album Details

Kolli Pratyagatma
Jaikishan, Shankar
Anjaan
Mumtaz, B.B. Bhalla, Birbal

album songs
Aapke Peechhe Pad Gayi Main
Singer : Sharda Rajan Iyengar

Aapke Peechhe Pad Gayi Main Lyrics

Song Title = Aapke Peechhe Pad Gai Main
Movie/album = Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
Singers = Sharda Rajan Iyengar
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvansh
Director = Kotayya Pratyagatma
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi
Pyar ka nata jodungi
Pichha nahi chhodungi
Pichha nahi chhodungi
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi

Sun lo ji chale ho kidhar
Dekho jara dekho to idhar
Aise hai akad na bura haye
Haske milao nazar
Sun lo ji chale ho kidhar
Dekho jara dekho to idhar
Aise hai akad na bura haye
Haske milao nazar
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi
Pyar ka nata jodungi
Pichha nahi chhodungi
Pichha nahi chhodungi
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi

Mano ya na mano meri jaan
Hoga dil mujh pe fida
Aate aate aayenge sanam haye
Tumhe dil lagane ki ada
Mano ya na mano meri jaan
Hoga dil mujh pe fida
Aate aate aayenge sanam haye
Tumhe dil lagane ki ada
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi
Pyar ka nata jodungi
Pichha nahi chhodungi
Pichha nahi chhodungi
Haye haye haye
Aapke peechhe pad gai main
Dil leke mein to jaungi...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aapke Peechhe Pad Gayi Main

Aapke Peechhe Pad Gayi Main is a song from Ek Nari Ek Brahmachari 1971. It is sung by Sharda Rajan Iyengar. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Ek Nari Ek Brahmachari 1971 album song list for more songs and album details.