Aapke Aa Jane Se Lyrics, Singer & Song Details

Old Disco album cover

Old Disco Album Details

Old Disco
Rajesh Roshan
Indeevar
Old Disco

album songs
Aapke Aa Jane Se
Singer : Mohammed Aziz, Sadhana Sargam

Aapke Aa Jane Se Lyrics

Song Lyrics Title = Aapke Aa Jane Se
Movie/Album Name = Khudgarz (1987)
Singer = Mohammed Aziz, Sadhana Sargam
Lyricist = Indeevar
Music Director = Rajesh Roshan
Film Director = Rakesh Roshan
Film Producer = Hrithik Roshan, Rakesh Roshan

Mp3 Song Lyrics

(( May se mina se na saaqi se
may se mina se na saaqi se na paimane se
dil bahalata hai mera apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se

gul se gucho se na bulbul ke
gul se gucho se na bulbul ke gungunane se
dil bahalta hai mera apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se

khvab me jannat ka naksha aa gaya jab samne
khvab me jannat ka naksha aa gaya jab samne
huro se bhi dil na bahla ham lage tujhe dhudhane
jannat ki baharo se na pariyo ke
jannat ki baharo se na pariyo ke muskurane se
dil bahalta hai mera apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se

ek din mai bhi gayi thi jauhari bazar me
ek din mai bhi gayi thi jauhari bazar me
teri aankhe yad aayi hiro ke bhi haar me
moti se hiro se na jevar se
moti se hiro se na jevar se na kisi khazane se
dil bahalta hai mera apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se

may se mina se na saaqi se
may se mina se na saaqi se na paimane se
dil bahalata hai mera apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se
apke aa jane se, apke aa jane se))

Posted by : {Soni Kumari}

About Aapke Aa Jane Se

Aapke Aa Jane Se is a song from Old Disco. It is sung by Mohammed Aziz, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Indeevar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Old Disco album song list for more songs and album details.