Aap Yun Faaslon Se Lyrics, Singer & Song Details

Shankar Husain 1977 album cover

Shankar Husain 1977 Album Details

Yusuf Naqvi
None
None
Pradeep Kumar, Kanwaljit Singh, Madhu Chanda

album songs
Aap Yun Faaslon Se
Singer : Lata Mangeshkar

Aap Yun Faaslon Se Lyrics

Song Title = Aap Yun Faaslon Se
Movie/Album = Shankar Hussain (1977)
Singer = Lata Mangeshkar

Mp3 Songs Lyrics

((Aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe Lyrics

Aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe
dil Se Qadmon Ki Aavaaz Aati Rahi
aahaton Se Andhere Chamakte Rahe
raat Aati Rahi Raat Jaati Rahi

ho, Gungunaati Rahin Meri Tanhaaiyaan
door Bajti Rahin Kitni Shahnaaiyaan
zindagi Zindagi Ko Bulaati Rahi
aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe
dil Se Qadmon Ki Aavaaz Aati Rahi
aap Yun...

katraa Katraa Pighaltaa Rahaa Aasmaan -2
rooh Ki Vaadiyon Mein Na Jaane Kahaan
ik Nadi.. Ik Nadi Dilrubaa Geet Gaati Rahi
aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe
dil Se Qadmon Ki Aavaaz Aati Rahi
aap Yun...

aap Ki Garm Baahon Mein Kho Jaayenge
aap Ki Narm Zaanon Pe So Jaayenge, So Jaayenge
muddaton Raat Neenden Churaati Rahi
aap Yun Faaslon Se Guzarte Rahe
dil Se Qadmon Ki Aavaaz Aati Rahi
aap Yun...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aap Yun Faaslon Se

Aap Yun Faaslon Se is a song from Shankar Husain 1977. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Shankar Husain 1977 album song list for more songs and album details.