Aap Qatil Hain Lyrics, Singer & Song Details

Zid 1994 album cover

Zid 1994 Album Details

Esmayeel Shroff
O P Nayyar
Noor Dewasi
Jay Mehta, Rageshwari, Mala Sinha

album songs
Aap Qatil Hain
Singer : Mohammed Aziz

Aap Qatil Hain Lyrics

Song Title = Aap Qaatil Hain
Movie/album = Zid (1994)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Noor Dewasi
Music Director = Omkar Prasad Nayyar
Director = Esmayeel Shroff

Mp3 Song Lyrics

((Aap qaatil hain kayamat hai ye hakikat hai
Dil se majbur hu jo apse mohabbat hai
Aap qaatil hain kayamat hai ye hakikat hai
Dil se majbur hu jo apse mohabbat hai
Aap qaatil hain

Apki ankhe nasili hai nasa deti hai
Rokiye inko meri jan nikal jayegi
Maine ji bhar ke agar aj tumhe
Bakhuda apki taqdir badal jayegi
Paw chilte hai paw chilte hai
Gulabo se kya najakat hai
Dil se majbur hu jo apse mohabbat hai
Aap qaatil hain

Aaj kuch hoga mujhe aisa najar ata hai
Kitne betab hai bechain hai jajbat mere
Mai tadpata hu machalta hu pyar karta hu
Uljhe jate hai jara dekhiye halat mere
Mar dala hai mar dala hai
Adao se kya sararat hai
Dil se majbur hu jo apse mohabbat hai
Aap qaatil hain kayamat hai ye hakikat hai
Dil se majbur hu jo apse mohabbat hai
Aap qaatil hain.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aap Qatil Hain

Aap Qatil Hain is a song from Zid 1994. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to Noor Dewasi. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Zid 1994 album song list for more songs and album details.