Aap Ki Khata Aapki Bewafayi Lyrics, Singer & Song Details

Bardaasht 2004 album cover

Bardaasht 2004 Album Details

Eeshwar Nivas
Himesh Reshammiya
Sameer
Bobby Deol, Lara Dutta, Rahul Dev

album songs
Aap Ki Khata Aapki Bewafayi
Singer : Alka Yagnik, Shaan

Aap Ki Khata Aapki Bewafayi Lyrics

Song Title = Aap Ki Khata Bewafai Maf Karta
Movie/album = Bardaasht (2004)
Singers = Alka Yagnik, Shaan
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Himesh Reshammiya
Director = E. Niwas
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics

((Koi shikwa na karein ge na azmayein ge
Tum jahan paon rakhoo ge yeh dil bechayein ge
Hum tumhare wafa ke dunya main pyaar he pyaar lutayein ge

Aap se hai gila aap se he pyaar
Aap ka tha mujhe har pal intezaar
Bardaasht nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap se hai gila aap se he pyaar
Aap ka tha mujhe har pal intezaar
Bardaasht nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun

Aap ke arzoo dil ko baar baar likin hai shikayetein mujh ko beshumaar
Baardaast nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun

Hum yeh nahi kehte dil ke boore hoo tum gustakhiyaan likin karte rahte hoo tum
Hum yeh nahi kehte dil ke boore hoo tum gustakhiyaan likin karte rahte hoo tum
Aap ke sabhi gustakhiyaan maaf karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun

Doo kadam chaloo tum doo kadam chalein hum
Khamooshiyoon ka yeh kissa khatam karein hum
Doo kadam chaloo tum doo kadam chalein hum
Khamooshiyoon ka yeh kissa khatam karein hum
Aap ke sabhi khamooshiyaan maaf karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun...))


Posted by : { Anamika Tyagi }

Aap Ki Khata Aapki Bewafayi Video

About Aap Ki Khata Aapki Bewafayi

Aap Ki Khata Aapki Bewafayi is a song from Bardaasht 2004. It is sung by Alka Yagnik, Shaan. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Himesh Reshammiya. Read the lyrics above and view the Bardaasht 2004 album song list for more songs and album details.