Aap Kahein Aur Hum Na Lyrics, Singer & Song Details

Des Pardes 1978 album cover

Des Pardes 1978 Album Details

Dev Anand
Rajesh Roshan
Amit Khanna
Ajit, Tom Alter, Dev Anand

album songs
Aap Kahein Aur Hum Na
Singer : Lata Mangeshkar

Aap Kahein Aur Hum Na Lyrics

Song Title = Aap Kahein Aur Hum Na
Song Lyrics Movie = Des Pardes (1978)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Amit Khanna
Music Composer = Rajesh Roshan
Director = Dev Anand
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin

chaahane vaaloN ke aaj duniyaa mein chaahane vaale aa gaye
ulfat ki may aaNkhoN se lo aaj pee lene vaale aa gaye
aap piyen aur aap na jhoomein
manzil pe pahuNcheinge kaise aapkaa jab tak saath nahin

kasaa huaa hai teer husn kaa, zaraa sambhalke rahiyegaa
nazar nazar ko maaregi, to qaatil hamein na kahiyegaa
chaal chali hai sochke hamne is khel mein apni maat nahin

paas aake ye aapke hamein hone lagaa ehsaas hai
dam hai to bas aapke dam se aap hi se saaNs hai
bayaan karein jo haal-e-dil ko aise koi jazbaat nahin

aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Aap Kahein Aur Hum Na

Aap Kahein Aur Hum Na is a song from Des Pardes 1978. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Amit Khanna. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Des Pardes 1978 album song list for more songs and album details.