Aap Kahan Rehte Hain Lyrics, Singer & Song Details

Suno Sasurjee 2004 album cover

Suno Sasurjee 2004 Album Details

Vimal Kumar
None
None
Aftab Shivdasani, Ameesha Patel, Gulshan Grover

album songs
Aap Kahan Rehte Hain
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Aap Kahan Rehte Hain Lyrics

Song Title = Aap Kahan Rehte Hain
Movie/album = Suno Sasurjee
Singer Names = Abhijeet, Alka Yagnik

Mp3 Song Lyrics

((Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Achcha To Phir Aisa Karo
Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman
Main Rehta Hoon Ya Dhadkan
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Ke Dil Mein

Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar
Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar
Ab Humme Maaloom Hua Hai Chhuppa Nafrat Mein Pyaar
Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji
Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji
Hum To Sach Kehte Hai Aji Hum Tho Sach Kehte Hai
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Ke Dil Mein

Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar
Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar
Aap Ki Thi Chahat Humme Humne Jaana Pehli Baar
Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein
Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein
Hum To Sanam Baste Hai
Hum To Sanam Baste Hai- Achcha
Aap Kahan Rehte Hain - Keh Doon Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein
Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan
Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman
Main Rehta Hoon Ya Dhadkan ))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aap Kahan Rehte Hain

Aap Kahan Rehte Hain is a song from Suno Sasurjee 2004. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Suno Sasurjee 2004 album song list for more songs and album details.