Aap Jabse Kareeb Aaye Hai Lyrics, Singer & Song Details

Noor Jahan 1967 album cover

Noor Jahan 1967 Album Details

M. Sadiq
Rajesh Roshan
Shakeel Badayuni
Meena Kumari, Pradip Kumar

album songs
Aap Jabse Kareeb Aaye Hai
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aap Jabse Kareeb Aaye Hai Lyrics

Song Title = Aap Jabse Kareeb Aaye Hai
Movie/Album = Noor Jahan 1967
Singer(s) = Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Music Director(s) = Rajesh Roshan
Lyricist(s) = Shakeel Baduyani

Mp3 Song Lyrics

((aap jab se karib aaye hain
pyaar ke rang dil pe chhaaye hain

jalavaye yaar hai nigaaho me
phul bikhare huye hain raaho me
dur tak jindagee ke saaye hain
aap jab se karib...........

dil ne halkee see chot khaayee hai
jindagee abb samajh me aayee hai
ham khud apane nahee paraaye hain
aap jab se karib...........

aap se apane dil ko har ke ham
iss kadar kush hain aap hee kee kasam
jaise duneeya ko jit laaye hain
aap jab se karib...........

khair ho ishk ke fasaane kee
lag naa jaaye najar jamaane kee
had se aage kadam badhaaye hain
aap jab se karib...........))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aap Jabse Kareeb Aaye Hai

Aap Jabse Kareeb Aaye Hai is a song from Noor Jahan 1967. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Noor Jahan 1967 album song list for more songs and album details.