Aap Apne Nashe Mein Lyrics, Singer & Song Details

Swayamvar 1980 album cover

Swayamvar 1980 Album Details

P. Sambasiva Rao
Rajesh Roshan
Gulzar
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar, Moushumi Chatterjee

album songs
Aap Apne Nashe Mein
Singer : Kishore Kumar

Aap Apne Nashe Mein Lyrics

Song Title = Aap Apne Nashe Mein
Movie/album = Swayamvar (1980)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Director = Rajesh Roshan
Director = P. Sambasiva Rao

Mp3 Song Lyrics

((Aap apne nashe mein jeete hain
Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain

Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain

Paanv behak ke sambhal jaate hain
Sar behak jaaye to sambhalta nahi

Paanv behak ke sambhal jaate hain
Sar behak jaaye to sambhalta nahi

Daaru chadh ke utar jaati hain
Paisa chadh jaaye to utarta nahi

Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain

Meri aankhon mein
Rehti hain masti
Aapke sar surur rehta hain

Meri aankhon mein
Rehti hain masti
Aapke sar surur rehta hain

Chahe kitana bhi kam karo gusaa
Thoda sa to surur rehta hain

Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain

Peete ham hain magar ye
Dekha hain kya dekha hain
Aapki aankh laal hoti hain

Peete ham hain magar ye
Dekha hain kya dekha hain
Aapki aankh laal hoti hain

Ham to chalte hain
Ladkhada ke magar
Aapki chaal mein
Chaal hoti hain

Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain

Aap apne nashe mein
Jeete hain jeete hain
Ham zara si sharaab peete hain...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aap Apne Nashe Mein

Aap Apne Nashe Mein is a song from Swayamvar 1980. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Rajesh Roshan. Read the lyrics above and view the Swayamvar 1980 album song list for more songs and album details.