Aap Agar Mujhko Ijaazat De Lyrics, Singer & Song Details

Kora Anchal 1973 album cover

Kora Anchal 1973 Album Details

Mahtre, Shomesh Joshi
Roshanlal Khatri
Shadab
Birbal, Laxmi Chhaya, Dheeraj Kumar

album songs
Aap Agar Mujhko Ijaazat De
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Aap Agar Mujhko Ijaazat De Lyrics

Song Title = Aap Agar Mujko Ijazat De
Movie / Album = Kora Anchal (1973)
Singer(s) = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Music Director = Roshanlal Khatri
Lyricist = Shadab

Mp3 Song Lyrics

((aap agar mujhko izazat dede
aap agar mujhko izazat dede
dil me ab rahne ko ji karta hai
dil me ab rahne ko ji karta hai
hamne inkar kiya hai barso
hamne inkar kiya hai barso
aaj ha kahne ko ji karta hai
aaj ha kahne ko ji karta hai

aapke husn ka parwana hai
dil mera aapka diwana hai
ab to ikrar hua jata hai
aapse pyar hua jata hai
hamne aankho me basaya hai tujhe
sach
hamne aankho me basaya hai tujhe
dil me ab rahne ko ji karta hai
dil me ab rahne ko ji karta hai
aap agar mujhko izazat de de
aap agar mujhko izazat de de
dil me ab rahne ko ki karta hai
dil me ab rahne ko ki karta hai

apne hi pyar ki mahfil me rahe
shok se aap mere dil me rahe
aapke hath me ab hath rahe
so janam tak yuhi sath rahe
jo mere dil me chupa rakhi thi
jo mere dil me chupa rakhi thi
bat wo kahne ko ji karta hai
aap agar mujhko izazat dede
aap agar mujhko izazat dede
aap agar mujhko izazat dede
dil me ab rahne ko ji karta hai
dil me ab rahne ko ji karta hai
aap agar mujhko izazat dede
aap agar mujhko izazat dede
dil me ab rahne ko ji karta hai
dil me ab rahne ko ji karta hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aap Agar Mujhko Ijaazat De

Aap Agar Mujhko Ijaazat De is a song from Kora Anchal 1973. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shadab. Music information: Roshanlal Khatri. Read the lyrics above and view the Kora Anchal 1973 album song list for more songs and album details.