Aao Tumhen Bataen Lyrics, Singer & Song Details

Ghar Ka Chirag 1967 album cover

Ghar Ka Chirag 1967 Album Details

Jagdev Bhambri
Madan Mohan Kohli
Kaifi Azmi
Abhi Bhattacharya, Biswajeet, Dharmendra

album songs
Aao Tumhen Bataen
Singer : Lata Mangeshkar

Aao Tumhen Bataen Lyrics

Song Title = Aao Aao Tumhe Batau
Movie/album = Ghar Ka Chirag (1967)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Jagdev Bhambri

Mp3 Song Lyrics

((Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Maa ek jyoti jivan me
Baki sab andhiyara hai
Saath hi uske duniya me
Bhagwan ne pyar uthara hai
Maa ka duja naam hai pyar
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai

Jinko maa chhu leti hai
Kante wo khil jate hai
Jinko maa chhu leti hai
Kante wo khil jate hai
Mahake mahake aanchal me
Sare sukh mil jate hai
Maa ki godi ek sansar
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai

Bukha hai tokar kha
Pyasa hai to aansu pee
Bukha hai tokar kha
Pyasa hai to aanshu pee
Duniya humse kahti hai
Jina hai to aise ji
Maa bin jina hai bekars
Mere sathi mere yaar
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai
Aao aao tumhe batau
Ke maa kya hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aao Tumhen Bataen

Aao Tumhen Bataen is a song from Ghar Ka Chirag 1967. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Kaifi Azmi. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ghar Ka Chirag 1967 album song list for more songs and album details.