Aao Karen Baaten O Baaten Lyrics, Singer & Song Details

Naya Nasha 1973 album cover

Naya Nasha 1973 Album Details

Hari Dutt
Sapan Chakravarty
Anand Bakshi
Nanda, Sharad Kumar, Ranjeet, Asit Sen, Manmohan Krishna, Achla Sachdev, Madan P

album songs
Aao Karen Baaten O Baaten
Singer : Lata Mangeshkar

Aao Karen Baaten O Baaten Lyrics

Song Title =Aao Karen Baaten O Baaten
Movie/Album = Naya Nasha (1973)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Sapan Chakraborty
Director = Hari Dutt

Mp3 Song Lyrics

((ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein
o pyaar ke din aaye, prem ki raatein) - (2)

aise kyun khoye ho rut suhaani mein - (2)
phir kahaan yeh mausam iss jawaani mein
iss hawa se lag rahi hai aag paani mein
ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein
o pyaar ke din aaye, prem ki raatein

hai milan ki yeh bela kab milan hoga - (2)
dil tadap jaayenge tab milan hoga
abb toh hamase hasake keh do abb milan hoga
(ey aao karen baatein aur baatein mulaakaatein
o pyaar ke din aaye, prem ki raatein) - (2)))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aao Karen Baaten O Baaten

Aao Karen Baaten O Baaten is a song from Naya Nasha 1973. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sapan Chakravarty. Read the lyrics above and view the Naya Nasha 1973 album song list for more songs and album details.