Aansoo Hai Meri Taqdeer Me Lyrics, Singer & Song Details

Raj Hath 1956 album cover

Raj Hath 1956 Album Details

Sohrab Modi
Jaikishan Dayabhai Panchal
Shailendra
Madhubala, Pradeep Kumar, Tun Tun, Sohrab Modi

album songs
Aansoo Hai Meri Taqdeer Me
Singer : Lata Mangeshkar

Aansoo Hai Meri Taqdeer Me Lyrics

Song Title = Aansoo Hai Meri Taqdeer Me
Movie/album = Raj Hath (1956)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Sohrab Modi

Mp3 Song Lyrics

((Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Jiski mang rah gayi suni
Zahar hai uska jina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Bin sajan ki more jaise
Bina tar ki dina
Laga di jo aag sine me
Mere pav bandh gayi zanzir me
Kaha se milte moti
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti

Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani
Kiske liye singar karegi
Ye barbad jawani

Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Dhire dhire ghunt kar marna
Yahi hai meri kahani
Jhinak cahle mere sapne
Naino ke bahte nir
Aansu hai meri takdir me
Kaha se milte moti..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aansoo Hai Meri Taqdeer Me

Aansoo Hai Meri Taqdeer Me is a song from Raj Hath 1956. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan Dayabhai Panchal. Read the lyrics above and view the Raj Hath 1956 album song list for more songs and album details.