Aansoo Bahaao Tum Udhar Lyrics, Singer & Song Details

Pyar Ki Baatein 1951 album cover

Pyar Ki Baatein 1951 Album Details

Akhtar Hussein
Bulo C. Rani
Majrooh Sultanpuri
Trilok Kapoor, Nargis, Cuckoo

album songs
Aansoo Bahaao Tum Udhar
Singer : Geeta Dutt, Mukesh

Aansoo Bahaao Tum Udhar Lyrics

Song Title = Aansoo Bahaao Tum Udhar
Movie/album = Pyar Ki Baaten (1951)
Singers = Geeta Dutt, Mukesh
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Bulo C. Rani
Director = Akhtar Hussein

Mp3 Song Lyrics

((Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare

Hum kis kadar majbur hai
Najdik hokar dur hai
Hum kis kadar majbur hai
Najdik hokar dur hai
Takdir ne dhaya sitam
Tum kya karo hum kya kare
Takdir ne dhaya sitam
Tum kya karo hum kya kare

Jis dil ko dekha chur hai
Yaha ka yahi dastur hai
Jis dil ko dekha chur hai
Yaha ka yahi dastur hai
Khushiyo ke pehlu me hai gam
Tum kya karo hum kya kare
Khushiyo ke pehlu me hai gam
Tum kya karo hum kya kare

Khune jigar pina pada
Bejaan se jina pada
Khune jigar pina pada
Bejaan se jina pada
Ab hai lal bas ka karam
Tum kya karo hum kya kare
Ab hai lal bas ka karam
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Majbur tum lachar hum
Tum kya karo hum kya kare
Aansoo bahao tum tum udhar
Hum is taraf aahe bhare.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aansoo Bahaao Tum Udhar

Aansoo Bahaao Tum Udhar is a song from Pyar Ki Baatein 1951. It is sung by Geeta Dutt, Mukesh. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Bulo C. Rani. Read the lyrics above and view the Pyar Ki Baatein 1951 album song list for more songs and album details.