Aankhon Se Khwab Rooth Kar Lyrics, Singer & Song Details

Superstar 2008 album cover

Superstar 2008 Album Details

Rohit Jugraj
Shamir Tandon
Vibha Singh
Kunal Khemu, Tulip Joshi

album songs
Aankhon Se Khwab Rooth Kar
Singer : Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan

Aankhon Se Khwab Rooth Kar Lyrics

Song Title = Aankhon Se Khwab Rooth Kar
Movie/album = Superstar (2008)
Singers = Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan Khan
Song Lyricists = Vibha Singh
Music Director = Shamir Tandon
Director = Rohit Jugraj

Mp3 Song Lyrics

((De re kanha naath rega ye ye

Aankho se khwab ruth kar ho o o
Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar
Aankho se khwab ruth kar, palko se ashk tut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye

Raste wahi galiya wahi,raste wahi galiya wahi
Lekin woh bat abb hai kahan
Jisame kabhi thi jindagi
Jisame kabhi thi jindagi
Suna pada hai abhi woh makan
Suna pada hai abhi woh makan
Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar
Kuchh lamhe jaane bujh kar, khushiya tamam lut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan,bikhar gaye, bikhar gaye

Yaado se rukhe thak ke main, lauti toh yeh pata chala
Pairo mein the chhaale pade, mushkil tha kitna faasala
Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar
Jasbaat mere ubkar, ghum ke bhanwar mein dub kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan
Bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye
Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar
Aankho se khwaab ruth kar, palko se ashk tut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye
Saahil se mauje phut kar, armaan dil se chut kar
Jaane kahan, jaane kahan, jaane kahan, bikhar gaye, bikhar gaye
Ho o o ho ho jaane kahan, jaane kahan....))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aankhon Se Khwab Rooth Kar

Aankhon Se Khwab Rooth Kar is a song from Superstar 2008. It is sung by Rekha Bhardwaj, Ustad Sultan. Lyrics are credited to Vibha Singh. Music information: Shamir Tandon. Read the lyrics above and view the Superstar 2008 album song list for more songs and album details.