Aankhon Ne Chede Tarane Lyrics, Singer & Song Details

Love Ka Tadka 2009 album cover

Love Ka Tadka 2009 Album Details

Rajan Waghdhare
Aadesh Shrivastava
Amar Makwana
Sammir Dattani, Nauheed Cyrusi, Bhakhatyar Irani

album songs
Aankhon Ne Chede Tarane
Singer : Mahalakshmi Iyer, Shaan

Aankhon Ne Chede Tarane Lyrics

Song Title = Aankhon Ne Chede Tarane
Movie/album = Love Ka Tadka (2009)
Singers = Mahalakshmi Iyer, Shaan
Song Lyricists = Amar Makwana
Music Director = Aadesh Shrivastava
Director = Gautam Adhikari, Rajan Wagdhare

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon ne chhede taraane ha aa aa aa...
Aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Haan yahin pyaar hai
Aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Waadon ki ham ik shamma jalaaye,
Har ik kasam ko manjil banaaye
Aise nikhaare apani wafa ko, na tum aajmaao na hum aajmaaye
Na tum aajmaao na hum aajmaaye
Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai

Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Khaabon se pyaar ik ghar banaaye,
Usako mohabbat se hum sajaaye
Apani khushi ki leher mein, deewaare aur khidkiyaan muskuraaye
Deewaare aur khidkiyaan muskuraaye

Aankhon ne chhede taraane
Aankhon ne chhede taraane
Yeh dil mehakane laga hai
Yeh dil mehakane laga hai
Lene lagi saans dharati
Lene lagi saans dharati
Ambar dhadkane laga hai
Ambar dhadkane laga hai

Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai
Yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai
Haan yehin pyaar hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aankhon Ne Chede Tarane

Aankhon Ne Chede Tarane is a song from Love Ka Tadka 2009. It is sung by Mahalakshmi Iyer, Shaan. Lyrics are credited to Amar Makwana. Music information: Aadesh Shrivastava. Read the lyrics above and view the Love Ka Tadka 2009 album song list for more songs and album details.