Aankhon Mein Ye Sapne Lyrics, Singer & Song Details

U Bomsi N Me 2005 album cover

U Bomsi N Me 2005 Album Details

Jairaj Padmanabhan
Deepak Pandit
None
Gautam Rode, Sonal Sehgal, Vivek Madan, Kranti Redkar, Bobby Bahal, Vidya Malvad

album songs
Aankhon Mein Ye Sapne
Singer : Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Aankhon Mein Ye Sapne Lyrics

Song Title = Aankhon Me Ye Sapne
Movie/Album = U Bomsi N Me (2005)
Singers = Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Deepak Pandit
Director = Jairaj Padmanabhan

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon mein
Aankhon mein yeh jo sapne hai
Apne hai yahi to yaaro apne hai
Aankhon mein
Aankhon mein yeh jo sapne hai
Apne hai yahi to yaaro apne hai
Hona hai jo ho
Taare yeh aas ke tute nahi
Ruthe koi bhi aankhon se
Khwab yeh ruthe nahi
Aankhon mein
Aankhon mein yeh jo sapne hai
Apne hai yahi to yaaro apne hai

Dekhe jo wo samjhe
Khwabo ki jubaan
Khwabo si haqiqat hai koi kaha
Dhun mein apni dhun mein
Chalte hi raho
Degi zindagi yeh jo bhi unka ho
Dekho na phulo se khil gayi
Saari zameen
Meri raahe to aage hai
Aasmaan se bhi kahi
Aankhon mein
Aankhon mein yeh jo sapne hai
Apne hai yahi to yaaro apne hai

Tune chaahato se dekha tha kabhi
Behka behka sa hai dil yeh aaj bhi
Baaho ke sahare leke chal mujhe
Sadiyo se hai pyare aise pal mujhe
Haule haule se pyar ke
Lamhe yeh aate rahe
Bhigi bhigi si raato mein
Hum yuhi gaate rahe
Aankhon mein
Apne hai yahi to yaaro apne hai
Yahi to yaaro apne hai
Hona hai jo ho
Taare yeh aas ke tute nahi
Ruthe koi bhi aankhon se
Khwab yeh ruthe nahi....))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aankhon Mein Ye Sapne

Aankhon Mein Ye Sapne is a song from U Bomsi N Me 2005. It is sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. Lyrics are credited to None. Music information: Deepak Pandit. Read the lyrics above and view the U Bomsi N Me 2005 album song list for more songs and album details.