Aankhon Mein Tum Ho Lyrics, Singer & Song Details

Ankhon Mein Tum Ho 1997 album cover

Ankhon Mein Tum Ho 1997 Album Details

Ashim S. Samanta
Anu Malik
Anand Bakshi
Anuraag, Rakhee Gulzar, Satyendra Kapoor

album songs
Aankhon Mein Tum Ho
Singer : Alka Yagnik, Kumar Sanu

Aankhon Mein Tum Ho Lyrics

Song Lyrics Title = Aankhon Mein Tum Ho
Song Lyrics Movie/Album Name = AANKHON MEIN TUM HO
Singer(s) = KUMAR SANU, ALKA YAGNIK
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Anu Malik
Director = Ashim Samanta
Music Label = Saregama


Mp3 Song Lyrics


(( -MALE--
Hey hey, hey hey, hey hey,
aahAah ha ha, mm hmm hmm
Rehte hai hum khoye khoye, gumsum - 2
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--FEMALE--
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum - 2
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--MALE--
Pehle yeh neend gayi, phir yeh qaraar
Na jaane kya jaayega ab ki baar

--FEMALE--
Mukh pe sajaaliya maine bhi kya
Bas ho gaye mere solah singaar
Kajraa na gajraa, na kumkum
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--MALE--
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--FEMALE--
Khamosh hai hum dono magar
Karne lagi baatein yeh nazar

--MALE--
Tumne kuch aise dekha idhar
Phir kya hua nahin mujhko khabar
Bas hosh mere ho gaye gum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--FEMALE--
Rehte hai hum khoye khoye, gumsum
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--MALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--FEMALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--MALE--
Haan, aankhon mein tum ho, aankhon mein tum

--FEMALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aankhon Mein Tum Ho Video

About Aankhon Mein Tum Ho

Aankhon Mein Tum Ho is a song from Ankhon Mein Tum Ho 1997. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Ankhon Mein Tum Ho 1997 album song list for more songs and album details.