Aankhon Mein Humne Lyrics, Singer & Song Details

Thodisi Bewafaii 1980 album cover

Thodisi Bewafaii 1980 Album Details

Esmayeel Shroff
None
None
Rajesh Khanna, Shabana Azmi

album songs
Aankhon Mein Humne
Singer : Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Aankhon Mein Humne Lyrics

Song Title = Aankhon Mein Humne
Movie/Album = Thodisi Bewafai (1980)
Singer(s) = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((aankhon Mein Hamne Aap Ke Sapane Sajaaye Hai (2)
palake Utaa Ke Aap Ne Jaadoo Jagaaye Hai
lata = Sapana Bhi Aap Hi Hai Haquiqat Bhi Aap Hai (2)
bas Aap Aap Aap Hi Mujhmein Samaaye Hai
kishore =aankhon Mein Hamne Aap Ke Sapane Sajaaye Hai

kishore = Aankhon Ka Rang Dhundaa Hai Hirey Talaash Kar
dil Mein Sajaayenge Ye Rang Yunhi Umru Bhar
mushkil Se Zindagi Ke
mushkil Se Zindagi Ke, Rang Haath Aaye Hai
aankhon Mein Hamne Aap Ke Sapane Sajaaye Hai

lata = Doharaaye Jaayenge Na Ye Lam Haath Abh Kabhi
sapanon Mein Bhi Na Chutegaa Ye Saath Ab Kabhi
milti Hai Zindagi Jab Aap Muskuraaye Hai (2)

lata = Ye Dil Kuchh Asie Aap Ke Sajade Mein Jhuk Gaya
kishore = Nazare Utaayi Aap Ne Tho Waqt Rukh Gaya
lata = Taharee Hue Palo Mein
tahare Hue Palo Mein, Zamaane Bitaaye Hai
kishore =aankhon Mein Hamne Aap Ke Sapane Sajaaye Hai
lata = Aa Aa Bas Aap Aap Aap Hi Mujhmein Samaaye Hai
kishore & Lata = Aankhon Mein Hamne Aap Ke Sapane Sajaaye Hai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aankhon Mein Humne

Aankhon Mein Humne is a song from Thodisi Bewafaii 1980. It is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Thodisi Bewafaii 1980 album song list for more songs and album details.