Aankhon Mein Hai Kya Lyrics, Singer & Song Details

Vishwatma 1992 album cover

Vishwatma 1992 Album Details

Rajiv Rai
None
None
Sunny Deol, Naseeruddin Shah, Chunky Pandey, Sonam, Divya Bharti, Amrish Puri

album songs
Aankhon Mein Hai Kya
Singer : Udit Narayan

Aankhon Mein Hai Kya Lyrics

Song Title = Aankhon Mein Hai Kya
Movie/album = Vishwatma (1992)
Singer(s) = Udit Narayan

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon mein hain kya tasbir teri
Tasbeer meri par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam) - 2

Duniya se duur mohabbat mein hum aa gaye shaayad jannat mein - 2
Jannat mein hai kya ye pyar tera
Mera pyar to hai par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam

Bechaini si har mauj mein hai har mauj kisi ki khoj mein hai - 2
Tere dil mein hai kya bas yaad teri
Bas yaad meri par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam

Tauba is pyar ki baaton se nahi soyi main kitni raaton se - 2
Raaton mein hai kya bas khwab tere
Bs khwab mere par main hoon kaha
Meri jaan hai tu mere dil mein meri jaan hai mushkil mein
O mere jaanam o mere jaanu o mere jaanam))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aankhon Mein Hai Kya

Aankhon Mein Hai Kya is a song from Vishwatma 1992. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Vishwatma 1992 album song list for more songs and album details.