Aankhon Main Kyon Unplugged Lyrics, Singer & Song Details

Dekh Bhai Dekh 2009 album cover

Dekh Bhai Dekh 2009 Album Details

Rahat Kazmi
Shahdaab Bhartiya
Rashid Firozbadi
Gracy Singh, Siddharth Koirala, Raghuvir Yadav

album songs
Aankhon Main Kyon Unplugged
Singer : Fateh Ali Khan, Rajab Ali

Aankhon Main Kyon Unplugged Lyrics

Song Lyrics Title = Aankhon Main Kyon Unplugged
Song Lyrics Movie =Dekh Bhai Dekh
Singer(s) = Rahat Fateh Ali Khan, Rajab Ali
Song Lyricists = Rashid Firozbadi
Music Composer = Shahdaab Bhartiya
Director = Rahat Kazmi
Music Label = Search Films Production

Mp3 Song Lyrics

((Aankhon Mein Kyun Nami Hai, Jindagi Mein Kuchh Kami Hai)- 2
Sune Dil Ki Kyun Abb Toh Yeh Jameen Hai
Mere Maula Kyun Bebas Abb Hamin Hai
Aankhon Mein Kyun Nami Hai
Dil Mein Reh Gayi Saari Khwaaishein
Sehara Lage Jahaan Sukun Abb Hamaara Kho Gaya
Nainon Se Ho Rahi Ashqon Ki Baarishein
Chain Abb Hai Kahaana Juda Saara Aalam Ho Gaya
Raaste Kyun Nahi Hai, Manzilein Na Kahin Hai
Aankhon Mein Kyun Nami Hai
(Sargam)
Tutake Bikhari Abb Toh Har Khushi, Jina Lage Saja
Thukaraaya Sabne Kyun Hamein
Dekhe The Khwaab Jo Ujade Hai Aaj Woh
Apane Huye Khafa Kaise Bataau Main Tumhe
Dhadkane Kyun Thami Hai, Kho Gayi Abb Hansi Hai
Aankhon Mein Kyun Nami Hai, Jindagi Mein Kuchh Kami Hai
Sune Dil Ki Kyun Abb Toh Yeh Jameen Hai
Mere Maula Kyun Bebas Abb Hamin Hai
Aankhon Mein Kyun Nami Hai..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Aankhon Main Kyon Unplugged

Aankhon Main Kyon Unplugged is a song from Dekh Bhai Dekh 2009. It is sung by Fateh Ali Khan, Rajab Ali. Lyrics are credited to Rashid Firozbadi. Music information: Shahdaab Bhartiya. Read the lyrics above and view the Dekh Bhai Dekh 2009 album song list for more songs and album details.