Aankhon Ko Meri Tum Lyrics, Singer & Song Details

Ladka Ladki 1966 album cover

Ladka Ladki 1966 Album Details

Som Haksar
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Kishore Kumar, Mumtaz, Laxmi Chhaya

album songs
Aankhon Ko Meri Tum
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Aankhon Ko Meri Tum Lyrics

Song Title = Aankhon Ko Meri Tum
Movie/Album = Ladka Ladki (1966)
Singers = Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Som Haksar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo
Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo
Pyasa hu mohabbat ka main
Thodi si mohabbat dedo
Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo

Kahne ko to ho begane
Lagte homager apne se
Kahne ko to ho begane
Lagte ho mager apne se
Laye ho tum kyu meri zindagi mein
Pyar bhare sapne
Pahele pehchan to lu
Mai tumko itni si to fursat dedo
Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo

Main rahi thaka hara hu
Tum julaf ka saya kardo
Main rahi thaka hara hu
Tum julaf ka saya kardo
Pehlu me jara baitho
Umid ka daman bhar do
Hai dil ko tamanna jiski
Wo pyar ki rahat dedo
Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo

Chahat ka kahi se aa kar
Paigam diya hai tumne
Chahat ka kahi se aa kar
Paigam diya hai tumne
Is dard ke mare dil ko
Aaram diya hai tumne
Kadamo me tumhare baithu
Ab ye bhi izazat dedo

Pyasa hu mohabbat ka main
Thodi si mohabbat dedo
Aankho ko meri tum apne
Khawabo ki izazat dedo...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aankhon Ko Meri Tum

Aankhon Ko Meri Tum is a song from Ladka Ladki 1966. It is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Madan Mohan Kohli. Read the lyrics above and view the Ladka Ladki 1966 album song list for more songs and album details.