Aankhein Sitara Aankhein Lyrics, Singer & Song Details

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album cover

Aur Pyaar Ho Gaya 1997 Album Details

Rahul Rawail
Nusrat Fateh Ali Khan
Javed Akhtar
Bobby Deol, Aishwarya Rai Bachchan, Shammi Kapoor

album songs
Aankhein Sitara Aankhein
Singer : Udit Narayan

Aankhein Sitara Aankhein Lyrics

Song Lyrics Title = Sitara aankhen
Song Lyrics Movie = Aur pyaar ho gaya 1997
Singers = Udit Narayan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Nusrat Fateh Ali Khan
Director = Rahul Rawail


Mp3 Song Lyrics

((Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein

Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi hai subahon si ujli ujli kabhi nasheeli ki shaam jaise
Kabhi nazaaron ke dekhti hain kabhi hain khud ek nazaara aankhein

Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein

Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon
Kabhi ye aankhein jo meherbaan hon to main zara sa ye kaam kar loon
Salaam karne ki aarzoo hai idhar jo dekhe salaam kar loon
Main aankhon aankhon mein ye bhi keh doon na hongi aisi dubaara aankhein

Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain tumhaari aankhein sitaara aankhein.))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Aankhein Sitara Aankhein Video

About Aankhein Sitara Aankhein

Aankhein Sitara Aankhein is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Udit Narayan. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Nusrat Fateh Ali Khan. Read the lyrics above and view the Aur Pyaar Ho Gaya 1997 album song list for more songs and album details.