Aane Wale Ko Aana Hoga Lyrics, Singer & Song Details

Sohni Mahiwal 1958 album cover

Sohni Mahiwal 1958 Album Details

Raja Nawathe
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Bharat Bhushan, Nimmi, Om Prakash

album songs
Aane Wale Ko Aana Hoga
Singer : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Aane Wale Ko Aana Hoga Lyrics

Song Title = Aane Wale Ko Aana Hoga
Movie/album = Sohni Mahiwal (1958)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Director = Naushad Ali
Director = Raja Nawathe

Mp3 Song Lyrics

((Aane vale ko aana hoga
Jane vale ko jana hoga
Aane vale ko aana hoga
Jane vale ko jana hoga

O mili hai pyar ki manzil nayi safar ke liye
Tumhare ho gaye ham aaj umar bhar ke liye
Mili hai pyar ki manzil nayi safar ke liye
Tumhare ho gaye ham aaj umar bhar ke liye
Pyar karake nibhana hoga
Pyar karake nibhana hoga
Aane vale ko aana hoga
Jaane wale ko jana hoga

O khushi ki mauj me ham aaj dube jate hai
Hamare hath se patvar chhute jate hai
Khushi ki mauj me ham aaj dube jate hai
Hamare hath se patvar chhute jate hai
Ishq me dub jana hogaa
Ishq me dub jana hogaa
Aane vale ko aana hoga jane vale ko jana hoga

O hamare pyar ke kisse sunaye jayenge
Ye git sare zamane me gaye jayenge
Hamare pyar ke kisse sunaye jayenge
Ye git sare zamane me gaye jayenge
Ham na honge fasana hoga
Ham na honge fasana hoga
Aane vale ko aana hoga
Jaane wale ko jana hoga.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Aane Wale Ko Aana Hoga

Aane Wale Ko Aana Hoga is a song from Sohni Mahiwal 1958. It is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Sohni Mahiwal 1958 album song list for more songs and album details.