Aanchal Ke Andar Kya Hai Lyrics, Singer & Song Details

Khal Naaikaa 1993 album cover

Khal Naaikaa 1993 Album Details

Saawan Kumar Tak
Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Saawan Kumar Tak
Sanjay Dutt, Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Raakhee Gulzar, Ramya

album songs
Aanchal Ke Andar Kya Hai
Singer : Sushma Shrestha,Vipin Sachdeva

Aanchal Ke Andar Kya Hai Lyrics

Song Title = Aanchal Ke Andar Kya Hai
Movie/album = Khal-Naaikaa (1993)
Singers = Sushma Shrestha, Vipin Sachdeva
Song Lyricists = Saawan Kumar Tak
Music Composer = Kishore Sharma, Mahesh Sharma
Director = Saawan Kumar Tak
Music Label = BMG Crescendo

Mp3 Song Lyrics

((Aanchal ke andar kya hai
Aanchal ke andar choli
Aanchal ke andar kya hai
Kya hai
Aanchal ke andar choli
Choli
Holi ke andar kya hai
Batau batau holi me
Tabahi hai tabahi tabahi
Tabahi hai tabahi tabahi
Duhai hai duhai duhai
Duhai hai duhai duhai
Aanchal ke andar kya hai
Kya hai
Aanchal ke andar choli
Choli
Aanchal ke andar kya hai
Aanchal ke hai andar choli
Holi ke andar kya hai
Batau batau holi me
Tabahi hai tabahi tabahi
Tabahi hai tabahi tabahi
Duhai hai duhai duhai
Duhai hai duhai duhai

Jaipur ki choli me
Raisham ka band hai
Choli bhi pasand choli
Wali bhi pasand hai
Jaipur ki choli me
Raisham ka band hai
Choli bhi pasand choli
Wali bhi pasand hai
Choli ki tijori me
Dil tera band hai
Sahi jagha par rakha hai
Tu kitni akalmand hai

Choli wali haye haye choli wali
Choli wali haye haye choli wali
Jan pehen ke rakhi hai tune
Choli meri man chahi man chahi
Man chahi

Aanchal ke andar kya hai
Kya hai
Aanchal ke andar choli
Choli
Aanchal ke andar kya hai
Aanchal ke hai andar choli
Holi ke andar kya hai
Batau holi me
Tabahi hai tabahi tabahi
Tabahi hai tabahi tabahi
Duhai hai duhai duhai
Duhai hai duhai duhai

Chand chadhe yu chadi jawani
Duniya ho gai dang
Choli seene ke liye darjiyo me
Ho gai jang
Chand chadhe yu chadi jawani
Duniya ho gai dang
Choli seene ke liye darjiyo me
Ho gai jang
Kaha nai choli silwau
Soch ke ho gai tang
Jane kiske hath lagegi tu
Hai kati patang

Choli wali haye haye choli wali
Choli wali haye haye choli wali
Sare darji de rahe terejoban
Ki gawahi gawahi gawahi

Aanchal ke andar kya hai
Kya hai
Aanchal ke andar choli
Choli
Aanchal ke andar kya hai
Aanchal ke hai andar choli
Holi ke andar kya hai
Batau batau holi me
Tabahi hai tabahi tabahi
Tabahi hai tabahi tabahi
Duhai hai duhai duhai
Duhai hai duhai duhai..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aanchal Ke Andar Kya Hai

Aanchal Ke Andar Kya Hai is a song from Khal Naaikaa 1993. It is sung by Sushma Shrestha,Vipin Sachdeva. Lyrics are credited to Saawan Kumar Tak. Music information: Kishore Sharma, Mahesh Sharma. Read the lyrics above and view the Khal Naaikaa 1993 album song list for more songs and album details.