Aaja Aaja Sanam Lyrics, Singer & Song Details

Rakhi Aur Hathkadi 1972 album cover

Rakhi Aur Hathkadi 1972 Album Details

S M Sagar
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Ashok Kumar, Asha Parekh, Vijay Arora

album songs
Aaja Aaja Sanam
Singer : Asha Bhosle

Aaja Aaja Sanam Lyrics

Song Title = Aaja Aaja Sanam
Movie/album = Rakhi Aur Hathkadi (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = S.M. Sagar

Mp3 Song Lyrics

((Aaja aaja aaja sajan piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi tere hi kam ki hai
Aaja aaja aaja sajan piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi tere hi kam ki hai

Aa fir main fir tu kaha hoga re sanam
Ye do char pal kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Aa fir main fir tu kaha hoga re sanam
Ye do char pal kuchh bhi nahi
Fir bhi kya kam hai
Pareshan mera pyar tukhe bhi intzar
Tere pas bhi mere pas bhi yahi sham to hai
Aaja aaja aaja sajan piya meri ye raat bhi
Mere labo ki baat bhi tere hi kam ki hai

Tu mujhko nahi pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis jam se pi thi dono ne
Tu mujhko nahi pahchanta lo aur suno
Ye kal raat ko jis jam se pi thi dono ne
Abhi tak hai meri ja tere labo ke nisha
Are dekhna tere hath mein wahi jam to hai
Aaja aaja aaja sajan piya meri ye rat bhi
Mere labo ki baat bhi tere hi kam ki hai..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Aaja Aaja Sanam

Aaja Aaja Sanam is a song from Rakhi Aur Hathkadi 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Rakhi Aur Hathkadi 1972 album song list for more songs and album details.