Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho Lyrics, Singer & Song Details

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album cover

Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 Album Details

R.K. Nayyar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Leela Naidu

album songs
Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho
Singer : Asha Bhosle

Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho Lyrics

Song Title = Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho
Movie/album = Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = R.K. Nayyar

Mp3 Song Lyrics

((Aaj meri zindagi dekho khushi me jhumti
Jane chali kaha jane chali kaha

Aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti
Jane chali kaha jane chali kaha

Tanha nahi chali hu main
Dil bhi hai mera humsafar

Gujri to hu idhar se main
Phir bhi nayi hai raigujar
Tanha nahi chali hu main

Dil bhi hai mera humsafar
Gujri to hu idhar se main

Phir bhi nayi hai raigujar
Zaro me bhi aye roshni

Leke tu mujhko aa gayi
Aye zindagi kaha aye zindagi kaha

Aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti
Jane chali kaha jane chali kaha

Mujhko bula raha hai kyu dekho wo koi dur se
Badhne lage mere kadam jiski taraf gurur se

Mujhko bula raha hai kyu dekho wo koi dur se
Badhne lage mere kadam jiski taraf gurur se

Dil me bhi hai shurur sa aankho me bhi hai nur sa
Shama jali kaha shama jali kaha

Aaj meri zindagi dekho khushi me jhumti
Jane chali kaha jane chali kaha

Raho me meri phool hai tare meri nigaho me
Ab na mujhe pukarna dub chali hu chaho me

Raho me meri phool hai tare meri nigaho me
Ab na mujhe pukarna dub chali hu chaho me

Apna nahi hai kuchh pata aye meri bekhudi bata
Tu le chali kaha tu le chali kaha

Aaj ye meri zindagi dekho khushi me jhumti
Jane chali kaha jane chali kaha.))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho

Aaj Yeh Meri Zindagi Dekho is a song from Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963 album song list for more songs and album details.